Roman script

Mera yaar bewafa ho gaya hai

Yahin shikayat karta hai dil

Socha na thha yun juda honge humare raaste

Yun juda hogi humari har manzil

Dushman bhi jo karne se dare

Aisa kaam dost ne anjaam diya

Sacche pyaar ko sacche yaari ko

Is duniya mein tune badnaam kiya

Bewafa hai tu, bewafa hai tu

Bewafa hai tu ae yaar

Bewafa hai tu, bewafa hai tu

Bewafa hai tu ae yaar

Dushman bhi jo karne se dare

Aisa kaam dost ne anjaam diya

Sacche pyaar ko sacche yaari ko

Is duniya mein tune badnaam kiya

Bewafa hai tu, bewafa hai tu

Bewafa hai tu ae yaar

Bewafa hai tu, bewafa hai tu

Bewafa hai tu ae yaar

Tere is dhokhe se meri

Zindagi saari tabah hai

Kya kahun ab aur main tujhko

Beshram tu behaya hai

Toda ek pal mein tune naata

Sharm baaki hai kya tujhme

Mar chuka hai rishta phir bhi

Tu hai humesha zinda mujhme

Dushman bhi jo karne se dare

Aisa kaam dost ne anjaam diya

Sacche pyaar ko sacche yaari ko

Is duniya mein tune badnaam kiya

Bewafa hai tu, bewafa hai tu

Bewafa hai tu ae yaar

Bewafa hai tu, bewafa hai tu

Bewafa hai tu ae yaar

Kitna pyaar diya maine tujhko

Apna sab kuch tujhko maana

Kagaz ke phool mehkate nahi hai

Maine tujhse bas yeh jaana

Ab bhi dil mein tu hi tu hai

Ik teri hi aarzu hai

Bhulke sab kuch tu aaja

Bas teri hi justju hai

Dushman bhi jo karne se dare

Aisa kaam dost ne anjaam diya

Sacche pyaar ko sacche yaari ko

Is duniya mein tune badnaam kiya

Bewafa hai tu, bewafa hai tu

Bewafa hai tu ae yaar

Bewafa hai tu, bewafa hai tu

Bewafa hai tu ae yaar

Explore this song