Roman script
Maa ka dil nahi dukhane ka Baap se aankh nahi milane ka Jo samjhe na vibe ko teri Aisi se kabhi bhi dil nahi lagane ka Dil ke nahi raaz batane ka Dosti mein dhokha nahi khane ka Woh kitna bhi bane saga Par sanp ko maam kabhi Doodh nahi pilane ka Apne hai kaun shane hai kaun Main sab jaanta hai (koyi khaas tera hater hai) Apne hai kaun shane hai kaun Main sab jaanta hai (bhuchal) Mere hai kaun shane hai kaun Main sab jaanta hai Mere hai kaun shane hai kaun Main sab janta hai Ghante pe rakhta zamane ko Koyi nahi aata mere ko khilane ko Ghar pe hai char jan khane ko Hunar kehte maatam mein Hass ke dikhanе ko Apno ko jaanu aur jaanu main shaane ko Ga*d mein lelе tu feature aur gaano ko Lalchi meri roti lele khaane ko Utsaah ki prapti lalach ko jaane do Maine gam dekha haar dekhi Bachpan mein belto ki maar dekhi Duniya deti gaali bas maa hi pyaar degi Madad ke liye pukaar Khushiyon ke liye guhaar dekhi Rishton mein darar Yaaron se yaar maar dekhi Maine bechain apni saans Marne ke liye aaj dekhi Ek manzil dekhi phir talash dekhi Sapno ke bina zinda lash dekhi Maa ka dil nahi dukhane ka Baap se aankh nahi milane ka Tu samjhe na vibe ko teri Aisi se kabhi bhi dil nahi lagane ka Dil ke nahi raaz batane ka Dosti mein dhokha nahi khane ka Woh kitna bhi bane saga Par sanp ko maam kabhi Doodh nahi pilane ka Apne hai kaun shane hai kaun Main sab jaanta hai (koyi khaas tera hater hai) Apne hai kaun shane hai kaun Main sab jaanta hai (bhuchal) Mere hai kaun shane hai kaun Main sab janta hai Mere hai kaun shane hai kaun Main sab jaanta hai Hoon ik saalon se neend main soya ni Bhai ko khoya par kabhi main roya ni Maa baap ki aankh bhigoya ni Jeevan dhaage mein kuch khasa piroya ni Homies bhi jalte hai saga ni koyi Par homies ko bura ni bolega koyi 'cause homies ke liye abhi bhi love Pyar ko nafrat mein tole na koyi Hip-hop bani life Kapde diye khana diya Fans ke roop mein khazana Jeene ke liye zamaana diya Parayo ne pyaar apnon ne taana diya Mai hip-hop nahi kaiyon ne daava kiya Maine har tareeke ka gana diya Nas ke label ke saath gana kiya Tell me kitne rapperon ne jo gaya jiya Bata do kitne rapperon ne jo gaya jiya Maa ka dil nahi dukhane ka Baap se aankh nahi milane ka Tu samjhe na vibe ko teri Aisi se kabhi bhi dil nahi lagane ka Dil ke nahi raaz batane ka Dosti mein dhokha nahi khane ka Woh kitna bhi bane saga Par sanp ko maam kabhi Doodh nahi pilane ka Apne hai kaun shane hai kaun Main sab janta hai Koyi khaas tera hater hai Apne hai kaun shane hai kaun Main sab janta hai (bhuchal) Mere hai kaun shane hai kaun Main sab janta hai Mere hai kaun shane hai kaun Main sab janta hai
Song details
Song video
director: Vaksh
genre: Hip-Hop (Rap)