Roman script

bani banayi bigad na jaye bado ki bacche maan ke aaye

bani banayi bigad na jaye bado ki bacche maan ke aaye

ho pair ko pichhe pichhe pattle mudya masta

ho billi kat gayi, kat gayi, kat gayi 

kat gayi, kat gayi rasta

billi kat gayi, kat gayi, kat gayi 

kat gayi, kat gayi rasta

ho billi kat gayi rasta, kat gayi rasta

kat gayi rasta

wo bhi kudiya patata tha mauj udata tha

daddy ki car mein unko ghumata tha

dashing boy ke naam se jana jata tha

phir kya, phir meri shaadi ho gayi

wo bhi ek bar nahi teen bari ho gayi

charo aur se bom bari ho gayi

mujhpe shani ki nazar bhari ho gayi

bhagwan ye to gaddari ho gayi

main pyar karu kisi aur se mere palle pad gayi aur koi

ab kya kare bhai kaun bhala kismat pe chale na zor koi

dusro ke chakkar mein maine apne dil ko tod diya

maine apni prem kahani ko ji

ram bharose chhod diya, chhod diya

sidha kaam karu to kyun ulta hota hai

banda heera par sala nasib khota hai

sidha kaam karu to kyun ulta hota hai

banda heera par sala nasib khota hai

mehangi laat hai pad gayi mehangi laat hai pad gayi

dhundte sasta sasta

ho billi kat gayi, kat gayi, kat gayi 

kat gayi, kat gayi rasta

billi kat gayi, kat gayi, kat gayi 

kat gayi, kat gayi rasta

ho billi kat gayi rasta, kat gayi rasta

kat gayi rasta

billi kat gayi, kat gayi, kat gayi 

kat gayi, kat gayi rasta

ho billi kat gayi rasta, kat gayi rasta

kat gayi rasta

dekh rabba phans gaya tera bhola banda

mere gale kyun daal diya shaadi ka fanda

dekh rabba phans gaya tera bhola banda

mere gale kyun daal diya shaadi ka fanda

ro pada hu, ro pada hu ro pada hu hansta hansta

ho billi kat gayi, kat gayi, kat gayi 

kat gayi, kat gayi rasta

billi kat gayi, kat gayi, kat gayi 

kat gayi, kat gayi rasta

ho billi kat gayi rasta, kat gayi rasta

kat gayi rasta

billi kat gayi, kat gayi, kat gayi 

kat gayi, kat gayi rasta

ho billi kat gayi rasta, kat gayi rasta

kat gayi rasta

Explore this song