Roman script
Teri aashiqui ka lamha Phir se jeena hai Teri mohabbat ka jaam Dobara peena hai Ho.. Mujhe dobara chhod jaane ke liye Ishq mein dil mera todne ke liye sahi Phir se ek baar meri zindagi Meri zindaggi mein aa Meri zindagi mein aa Mujhe dobara chhod jaane ke liye Ishq mein dil mera todne ke liye sahi Phir se ek baar meri zindagi Meri zindagi mein aa Meri zindaggi mein aa Ho.. Teri shafkat mein rehta hoon Teri yaad mein jeeta hoon Raat bhar main na chah kar Tere naam se peeta hoon Teri shafkat mein rehta hoon Teri yaad mein jeeta hoon Raat bhar main na chah kar Tere naam se peeta hoon Mujhe dobara chhod jaane ke liye Ishq mein dil mera todne ke liye sahi Phir se ek baar meri zindagi Meri zindagi mein aa Meri zindagi mein aa Mujhe dobara chhod jaane ke liye Ishq mein dil mera todne ke liye sahi Phir se ek baar meri zindagi Meri zindagi mein aa Meri zindagi mein aa Sabko chhod ke tu aaja Tujhko vaasta hai mera Tu hi manzil hai meri Tu hi raasta hai mera Sabko chhod ke tu aaja Tujhko vaasta hai mera Tu hi manzil hai meri Tu hi raasta hai mera Mujhe dobara chhod jaane ke liye Ishq mein dil mera todne ke liye sahi Phir se ek baar meri zindagi Meri zindagi mein aa Meri zindagi mein aa Mujhe dobara chhod jaane ke liye Ishq mein dil mera todne ke liye sahi Phir se ek baar meri zindagi Meri zindagi mein aa Meri zindagi mein aa Ho..
Song details
- Singer: Mohd Danish
- Film / album: Himesh Ke Dil Se The Album
- Composer: Himesh Reshammiya
- Lyricist: Himesh Reshammiya
Song video
music label: Himesh Reshammiya Melodies