Roman script
Ek arsa hua tumse bichhde hue Ek lamha tumhein bhool paya nahi Mere dil pe nishaan tere pairon ke hai Tere baad koyi dil mein aaya nahi Tere bin main akela, oh humnava Tere bin main akela, oh humnawa Tere bin main akela, oh humnawa Tere bin main akela, oh humnawa Sirhaane pe rakhke yaadon ko teri Chhupkar zamane se roya Bheegi palkon se puchho toh aake kabhi Ktini raaton se main toh na soya Tere bin main akela, oh humnava Tere bin main akela, oh humnawa Tere bin main akela, oh humnava Tere bin main akela, oh humnawa Dil ki dehleez pe laut aa ek dafa Apni chahat mere naam karde Main bikhar jaunga teri aagosh mein Sirf itna sa ehsaan karde Tere bin main akela, oh humnava Tere bin main akela, oh humnawa Tere bin main akela, oh humnava Tere bin main akela, oh humnawa
Song details
- Singer: Stebin Ben
- Composer: Sanjeev-Ajay
- Lyricist: Sanjeev Chaturvedi
Song video
director: Garry Vilkhu
cast: Stebin Ben, Shivangi Joshi
director of photography: Syed Tanveer Riyaz
music label: Voilà! Digi