Roman script
Tera mera dono ka dil besabar Basabar besabar Shamo sehar dono ka dil bekhabar Bekhabar bekhabar Lo kashtiyan humaari yoon takra gayi Lehar lehar dono ka dil besafar Besafar besafar Haan doobey doobey doobe Ek dooje mein yahan Haan doobe doobey doobe Uff yeh gehraiyaan Haan doobey doobey doobey Ek dooje mein yahan Hai saanson mein samandar Hai dil mein dhuan Dheere dheere aise gire bijliyan Tu bhi main bhi beasar Bheege bheege dekho roohein is tarah Beasar beasar Lo apne kinaare yoon takra gaye Lehar lehar dono ka dil besafar Uff yeh gehraiyaan Haan doobey haan doobey haan doobey Ek dooje mein yahan Haan doobey haan doobey haan doobey Uff yeh gehraiyaan Haan doobey haan doobey haan doobey Ek dooje mein yahan Hai saanson mein samandar Hai dil mein dhuan Reh jayega kya jo beh gaye yahan Chal beh jayein yahan Ho jayega kya jo kho gaye yahan Chal kho jaayein yahan Haan doobey doobey doobey Ek dooje mein yahan Haan doobey doobey doobey Uff yeh gehraiyaan Haan doobey doobey doobey Ek dooje mein yahan Hai saanson mein samandar Hai dil mein dhuan
Song details
- Singer: Lothika
- Film / album: Gehraiyaan
- Composer: OAFF, Savera
- Lyricist: Kausar Munir
- Film / album: Gehraiyaan (2022)
- Composer: Savera, OAFF
- Actor: Deepika Padukone
- Actor: Siddhant Chaturvedi
- Actor: Ananya Panday
- Actor: Dhairya Karwa
- Actor: Naseeruddin Shah
- Actor: Rajat Kapoor
- Actor: Anaaya Anand
- Actor: Pavleen Gujral
- Actor: Imran Chappar
- Actor: Arzoo - I
- Actor: Anup Sharma
- Actor: Alison Gonsalves
- Actor: Fiona Gonsalves
- Actor: Vishaka Kavlekar
- Actor: Vedansh
- Actor: Karan Sharma
- Actor: Nazneen Madan
- Actor: Kanupriya Gupta
- Actor: Aleesa Mehra
- Actor: Natasha Rastogi
- Actor: Vihaan Chaudhary
- Actor: Kanika Dang
- Actor: Deepak Kripalani
- Actor: Neha Vyas
- Actor: Errol Marks
- Actor: Sunil Borkar
- Actor: Bhakti Maniar
- Actor: Kamal Adib
- Actor: Mohini Kewalramani
- Actor: Shataf Figar
- Actor: Kavita Gupta
- Actor: Yamini Joshi
- Actor: Gautam Berde
Song video
cast: Deepika Padukone, Siddhant Chaturvedi
music label: Sony Music India