Roman script
Haaye 18 ke baad lagi Dil mein aisi aag lagi Dekha sapne mein tujhe Main toh saari raat jagi Mujhko teri pyaas lagi Aaja ghar pe tu bas abhi Ek pal bhi na kate Lagne lagi raat badi Ready sheady hone mein Time toh lage hai Wait kar paaunga na Tera ab main zyada Bas aaja bas aaja Meri fantastic radha Main aayi main aayi Mere romantic raja Bas aaja bas aaja Meri fantastic radha Main aayi main aayi Mere romantic raja Ek baichaini si hai Dil mein hai ghabrahat badi Chhata leke aana baby Bahar hai barsaat abhi Kahin main bheeg jaaun na Seene se tujhko laga lunga Aage aage dekhna Abhi toh hai shuruwaat hui Jaane kyun mind mein Shaq sa jage hai Koyi gadbad nahi Mera nekk hai iraada Bas aaja bas aaja Meri fantastic radha Main aayi main aayi Mere romantic raja Bas aaja bas aaja Meri fantastic radha Main aayi main aayi Mere romantic raja Kaamsin ek toh main Aur yeh bali hai umar Hogi nahi rani kisi ko bhi Kano kaan khabar Tere bina jaaye na raha Main bhi control mein kaha Aaj ki raat ka karna na Kisi se bhi zikar Mana thoda risk hai Par yahi ishq hai Mil ke mujhse tu Ho jayega baby taza Main aayi main aayi Mere romantic raja Bas aaja bas aaja Meri fantastic radha Main aayi main aayi Mere romantic raja Bas aaja bas aaja Meri fantastic radha Romantic raja aaja aaja Romantic raja aaja aaja Romantic raja, Romantic raja Romantic raja aa aa haan
Song details
- Singer: Khesari Lal Yadav
- Singer: Shipra Goyal
- Composer: Abhijit Vaghani
- Lyricist: Kunaal Vermaa
Song video
singer: Khesari Lal Yadav, Shipra Goyal
director: Mudassar Khan
director of photography: Suresh Beesaveni
music label: Blue Beat Studios