Roman script
Ziddi hoon bas mujhe pata nahi Mujhe patani hai disha patani Pehni ho saaree ya suit pathani Vj ho baani ya mukherjee rani Zindagi hai adhoori Maa ki bhi zid hai bahu lage madhuri Koyi toh ho jismein koyi na kharabi Dost bhi bole kaint aa bhabhi Mujhe ek nahi 2 2 baar chahiye Haan mujhe pyaar chahiye Pyar chahiye pyaar chahiye Mujhe ek nahi 2 2 baar chahiye Haan mujhe pyaar chahiye Pyar chahiye pyaar chahiye Chhotu ja thanda la Bhabhi se pooch kya chalegi Khandala khandala Dekh aise mana na kar Aamir ki kajol fanaa na kar Hormone nahi kaabu mein Shaddi mein kis kis ke Kis kis ke nachun main Chahiye kishmish ek kaju mein Koyi toh ho baaju mein Hera na pheri na shyam na raju main Masakali masakali Sonam ki tarah kar kathakali Kareena kapoor amrita singh Dekh khada tera saif ali Teer pyaar wala Seene ke paar chahiye Haan mujhe pyaar chahiye Pyar chahiye pyaar chahiye Mujhe ek nahi 2 2 baar chahiye Haan mujhe pyaar chahiye Pyaar chahiye pyaar chahiye Saaree ka fall utha Door se dekhun cheekhun Aau lolita Aankhein nasheeli theka hai tu Ant jawani rekha hai tu Dulha banade kara de dhamake Phuljhadi se jalade patake Chambal se hai daal de daaka Ruk hukum karenge aaka Gol gappe ka paani tu teekha Boo meri khele peeka peeka Jiju jiju mujhe karengi saali Naam ke pichhe lageli bali Lene hai 7 phere Gale mein haar chahiye Haan mujhe pyaar chahiye Pyaar chahiye pyaar chahiye Mujhe ek nahi 2 2 baar chahiye Haan mujhe pyaar chahiye Pyar chahiye pyaar chahiye
Song details
Song video
director: Kunwar Raj Singh, Subeg Singh Bhogal
cast: Bali, Dhanashree Verma Chahal
choreography: Stanley D'Costa
director of photography: Rajeev Srivastava
music label: VYRLOriginals