Roman script
Nainon ka yeh rona jaaye na
Jaaye na jaaye na
Nainon ka yeh rona jaaye na
Jaaye na jaaye na
Teri yaadon ki bheegi bheegi kyari hai
Dil bhari bhari hai hara hai deewana
Ishq hara ha ashiqui bhi haari hai
Silsila yeh jari Mar raha deewana
Raas bhi aaye na saans bhi jaaye na
Nainon ka ye rona jaaye na
Jaaye na jaaye na
Ishq wale khuda sare Humne manaye the
Tu kya jane qismaton se Tumhe cheen laye the
Tum humein pyare Hum tumhe pyaare
Pyaar mein kaahe ka ruthna
Nainon ka yeh rona jaaye na
Jaaye na jaaye na
Teri yaadon ki bheegi bheegi kyari hai
Dil bhari bhari hai hara hai deewana
Ishq hara hai aashiqui bhi haari hai
Silsila yeh jaari mar raha deewana
Raas bhi aaye na saans bhi jaye na
Nainon ka ye rona jaaye na
Jaaye na jaaye na
Ishq ke dardo ko ishq hi jaane na
Nainon ka yeh rona jaaye na
Jaaye na jaaye na
Explore this song