Roman script

Hosh kho baithi jabse nazar mili

main machali machli aise

Jaise paani bin machhli

Chhid jaaye sargam raag lage

Mere joban pe tere daag lage

Chingaari sulag rahi hai

Lagta saad hi daalega

Ho saiyan dekhe aise

Jaise maar hi daalega

Main chhori kaagaz jaisi

Lagta faad hi daalega

Ho raani yeah ho raani yeah

Hoye nazrein kaatil adaon mein shaitani hai

Ankhiyan milave ladki deewani hai

Uthe chingari angare bhadke

Rom rom se bijli chhalke

Taanpura ho jaise koyi dil mera surtaal

Ho jaise aag lagi ho paani mein

Mujhe dekha aise raani ne

Do naino ka joda karke char hi daalega

Ho saiyan dekhe aise

Jaise maar hi daalega

Main chhori kaagaz jaisi

Lagta faad hi daalega

Ho raani yeah ho raani yeah

Sone jaisi kudi main sohni

Munda oh my gosh lage

Dhuyein jaisa chadhta jaaye

Rom rom madhosh lage

Sone jaisi kudi main sohni

Munda oh my gosh lage

Dhuyein jaisa chadhta jaaye

Rom rom madhosh lage

Khushbu hai jaise ood koyi

Us bin mera na vajood koyi

Malayi doodh pe jaise utaar hi daalega

Ho saiyan dekhe aise

Jaise maar hi daalega

Main chhori kaagaz jaisi

Lagta faad hi daalega

Ho saiyan dekhe aise

Jaise maar hi daalega

Main chhori kaagaz jaisi

Lagta faad hi daalega

Ho raani yeah ho raani yeah

Ho raani yeah ho raani

Ho raani yeah ho raani

Explore this song