Roman script
Aage aage sabse aage Apna seena taan ke Aa gaye maidaan mein Hum safa bandh ke Aage aage sabse aage Apna seena taan ke Aa gaye maidaan mein Hum jhande gaadne Ho ab aa gaye hain jo Chha gaye hain jo Dum yeh zamana dekhega Dekho junoon kya hota hai Zid kya hoti hai Humse zamana seekhega Jeetega jeetega india jeetega Hai dua har dil ki hai yaqeen laakhon ka Jeetega jeetega india jeetega Waada nibhayein aa Sar utha ke yoon chalenge aa Phir jhuka na paye jo yeh jahan Dar mita ke yoon ladenge aa Phir hara na paye jo yeh jahan Jo ab aa gaye hain jo Chha gaye hain jo Dum yeh zamana dekhega Dekho junoon kya hota hai Zid kya hoti hai Humse zamana seekhega Jeetega jeetega india jeetega Hai dua har dil ki hai yakeen lakhon ka Jeetega jeetega india jeetega Waada nibhayein aa
Song details
- Singer: Arijit Singh
- Film / album: 83
- Composer: Pritam
- Lyricist: Kausar Munir
Song video
cast: Ranveer Singh, Deepika Padukone