Roman script
Tu mera ho gaya hai Aaye na yaqeen yeh Tu mera ho gaya hai Khwaab toh nahi yeh Tu mera ho gaya hai ya ke nahi Tu mera ho gaya toh Jannat zameen pe Tu mera ho gaya hai Khwaab toh nahi yeh Tu mera ho gaya hai ya ke nahi Agar yeh khwaab hai toh Main tera hi khwaab rahunga Nahi ab chain ki chahat Yoon hi betaab rahunga Tu mera ho gaya hai Baat hai haseen yeh Tu mera ho gaya hai Aaye na yaqeen yeh Tu mera ho gaya hai ya ke nahi Pehle se jyada sheesha main dekhun Pahle se zyada hasta rahun Main jab akela hota hoon tab bhi Tumse hi baatein karta rahun Agar pagalpana hai yeh To paagal aaj rahunga Teri hasti nigahon ka Main banke raaz rahunga Agar pagalpana hai yeh To paagal aaj rahunga Teri hasti nigahon ka Main banke raaz rahunga Hua bhi hai yeh sach mein Ya hua nahi yeh Tu mera ho gaya hai Khwaab to nahi yeh Tu mera ho gaya hai ya ke nahi
Song details
- Singer: Jubin Nautiyal
- Film / album: Tadap
- Composer: Pritam
- Lyricist: Irshad Kamil
director: Milan Luthria
cast: Ahan Shetty, Tara Sutaria, Saurabh Shukla