Roman script
Ho dil'an marjaneya Ishq tu na kariyo zalima Ho hath kuch na aayega Yeh badal ke rakh dega samaa Bach sake tu agar Bach ke rehna magar Mangda rahin tu yeh dua Hoye ishq na, hoye ishq na Hoye ishq na ya khuda Hoye ishq na, hoye ishq na Hoye ishq na ya khuda Hoye ishq na, hoye ishq na Hoye ishq na ya khuda Hoye ishq na, hoye ishq na Hoye ishq na ya khuda Main sahi boloon samjha nahi sakta Jo bhi andar chal raha ae Main sab kuch ishq ke naam kiya Aur abb wo mujhko khal raha ae Yeh teri di barbaadi hai Jo mere andar pal raha hai Ishq jaise koyi ajgar hai Jo dheere se nigal raha hai Main try karoon par kya karoon Tu jaati nahi hai mann se Main aaina dekh ke bolta hoon Paagal hai kya tu bande Mere naam ki mehandi udd gayi Teri siyahi ab tak tann mein Iss jag ne mujhko uksaya Tabhi maine maare panje Dikha de koyi chor mujhe Main toota aur na tod mujhe Taqdeeron se shiqayat hai Sath de aise chhod mujhe Yeh thoughts hain mere loud Main baith ke bas chillaun Ab kisi pe main vishwas nahi karta Khud pe hoti doubts Common tha vish mein Apno se bada distance Socha tha aabaad Par barbaad kiya ishq ne Hoye ishq na, hoye ishq na Hoye ishq na ya khuda Hoye ishq na, hoye ishq na Hoye ishq na ya khuda Ho dil'an marjaneya Ho ho ho
Song details
- Singer: B Praak
- Singer: Dino James
- Film / album: Tadap
- Composer: Pritam
- Lyricist: Irshad Kamil
- Lyricist: Dino James
singer: B Praak, Dino James
lyricist: Irshad Kamil, Dino James
director: Milan Luthria
cast: Ahan Shetty, Tara Sutaria, Saurabh Shukla