Roman script
Mera dil wapis kardo
Tumse na sambhala jayega
Mera dil wapis kar do
Tumse na sambhala jayega
Khelo na khilauna samajh ke
Yeh toot jayega
Mera dil wapis kar do
Tumse na sambhala jayega
Ek baat kahun mere baad tumhein
Mere jaisa nahi milega
Jitna main pyaar tumhein karta hoon
Koyi nahi karega
Ek baat kahun mere baad tumhein
Mere jaisa nahi milega
Jitna main pyaar tumhein karta hoon
Koyi nahi karega
Kaabil hi nahi ho tum
Ishq tumse na nibhaya jayega
Mera dil wapis kar do
Tumse na sambhala jayega
Zanjeerein hai mere pairon mein
Meri apni kuch mazboori hai
Khwaab mere sab toot gaye
Tere bin har saans adhoori hai
Zanjeerein hai mere pairon mein
Meri apni kuch mazboori hai
Khwaab mere sab toot gaye
Tere bin har saans adhoori hai
Seene se laga yeh dard tera
Ab waqt guzara jaayega
Mera dil wapis kar do
Tumse na sambhala jaayega
Explore this song