Roman script

Jeena aata nahi hai isse

Kitna masoom dil hai mera

Chahe kisko agar pooch loon

Haule se naam lega tera

Pal yeh agar aakhiri hai to

Phir ek dafa tumse milna hai haan

Dil ki khushi ke liye hi haan

Keh do ki tum phir miloge yahan

Tum bhi miloge na?

Yeh vaada karoge na?

Thamoge phir haath ko

Chhodoge na chhodoge na

Baki raha hai jo

Mujhse kahoge na?

Vaada karo vaade ko phir

Todoge na todoge na

Humko yaqeen hai

Ke banke rahenge

Do jism aur ek jaan

Bas kuch palon ka

Hi yeh faasla hai

Yun hi guzar jayega

Bheed mein bhi jo gam ho kahin

Dhoondh lega tumhe dil mera

Poochun iski hai kya arzoo

Haule se naam lega tera

Pal yeh agar aakhiri hai toh

Phir tumse milne ki ho har wajah

Dil ki khushi ke liye hi haan

Keh do ke maanoge mera kaha

Tum phir miloge na?

Ye waada karoge na?

Thamoge phir haath ko

Chhodoge na chhodoge na

Tum bhi miloge na?

Ye waada karoge na?

Thamoge phir haath ko

Chhodoge na chhodoge na

Baki raha hai jo

Mujhse kahoge na?

Vaada karo vaade ko phir

Todoge na todoge na

Explore this song