Roman script

I hope hum

Hum phir kabhi na mile!

Sunn zara arziyan main maangta hoon

Mere khuda se teri

Sunn zara khwab meri neend mein bhi

Karte hai baatein teri

Sau bar khuda se maanga hai

Mannat ka tu woh dhaaga hai

Tu pyar ke badle mein

Apni yaadein de gaya

Main gair tha tere liye

Phir mujhe sapne kyun de gaya

Main gair tha tere liye

Phir mujhe sapne kyun de gaya

Hathon ki lakeerein bikhri huyi hai

Qismat mein jaane kya likha

Kash tu kahin se mil jaaye mujhko

Sajde main karta sir jhuka

Main yaad mein teri har lamha

Arse se khud mein rehta hoon

Tu khwahishon se badhkar

Jhoothe vaade de gaya

Main gair tha tere liye

Phir mujhe sapne kyun de gaya

Main gair tha tere liye

Phir mujhe sapne kyun de gaya

Main gair tha tere liye

Phir mujhe sapne kyun de gaya

Main gair tha tere liye

Phir mujhe sapne kyun de gaya

I hope hum

Hum phir kabhi na milein

I hope aisa hi ho

Main gair tha tere liye

Phir mujhe sapne kyun de gaya

Explore this song