Roman script

Meri baaton mein hai tera zikr
Ho yara tujhko nahi hai khabar
Meri baaton mein hai tera zikar
Ho yara tujhko nahi hai khabar
Tu hi mera sukoon
Tere khwaab main bunu
Tera aks banke tujhme rahun
Heeriye dil jaaniye
Mainu jeena tere naal ve
Heeriye diljaaniye
Mainu jeena tere naal ve
Heeriye dil jaaniye
Mainu jeena tere naal ve
Heeriye diljaaniye
Mainu jeena tere naal ve
Taveez tera pehnu
Mere dil pe hai pehra tera
Meri rooh mein shaamil hai tu
Mere khwaab mein chehra tera
Mere khwaab mein chehra tera
Mujhme behisaab tu
Kissa main kitaab tu
Meri raton ka hai mehtaab tu
Heeriye dil jaaniye
Mainu jeena tere naal ve
Heeriye diljaaniye
Mainu jeena tere naal ve
Heeriye dil jaaniye
Mainu jeena tere naal ve
Heeriye diljaaniye
Mainu jeena tere naal ve

Song details

Song video

Watch on YouTube

director: Jasmen Oza

cast: Aamir Ali, Neha Khan

director of photography: Uday Singh Mohite

music label: Indie Music Label