Roman script
Ho jo na paas tu To aati dhang se saansein nahi Chidchida sa rehta hoon main Lagta kuch bhi khaas nahi Jabse marne lage hain tujhpe Bachne ki koyi aas nahi meri Ho.. Zindagi mein aayi jabse Vibe hi badal gayi Ghoomta tha main aawara Life si sambhal gayi Duniya meri dark si Main light si ek jal gayi yeah Teri baaton mein to kho sa gaya Meri raaton mein din ho sa gaya Pyaar kehte jisko finally woh ho sa gaya Finally, finally, finally Raha na pehle sa shy ab Samajh mein kuch na aaye ab Bolo na kya kiya jaaye ab Aankhon se neendein hain gayab Khush hoon main itna kyun Tujhko tawajjo main kyun doon Jaane kya hua mujhe Tere pyaar mein chamkun jaise jugnu Baadal bhi dhikhte mujhko dil ke shape mein Happiness se rehne lagi meri jeb mein Haarne mein hai maza yeh woh game hai Haalat jo hai teri meri bhi same hai Teri baaton mein dil kho sa gaya Meri raaton mein din ho sa gaya Pyaar kehte jisko finally woh ho sa gaya Finally, finally, finally Rahi na pehle sa shy ab Samajh mein kuch na aaye ab Bolo na kya kiya jaaye ab Aankhon se neendein hain gayab Khush hoon main itna kyun Tujhko tawajjo main kyun doon Jaane kya hua mujhe Tere pyaar mein chamkun jaise jugnu Tujhko ab door mujhse Kuchh na tujhse pehle tha Kar na koyi payega Kuch na tere baad mein Sochna kya jaane jaana Yeh hath tere hath mein Jo hoga dekha jayega Yeh duniya jaaye bhaad mein Tujhko ab door mujhse Kuch na tujhse pehle tha Kar na koyi payega Kuchh na tere baad mein Sochna kya jaane jaana Yeh hath tere hath mein Jo hoga dekha jayega Raha na pehle sa shy ab Samajh mein kuch na aaye ab Bolo na kya kiya jaaye ab Aankhon se neendein hain gayab Khush hoon main itna kyun Tujhko tavjjo main kyun doon Jaane kya hua mujhe Tere pyar mein chamkun jaise jugnu It's your boy badshah!
Song details
- Singer: Badshah
- Singer: Nikhita Gandhi
- Composer: Hiten
- Lyricist: Badshah
Song video
singer: Badshah, Nikhita Gandhi
director: Mahi Sandhu, Joban Sandhu
cast: Badshah, Akanksha Sharma
choreography: Ruel Dausan Varindani
director of photography: Gagan Randhawa