Roman script

Mehendi lagi jab tere hath mein

Chot lagi dil pe uss raat mein

Mehandi lagi jab tere hath mein

Chot lagi dil pe uss raat mein

Bheegta raha main in aansuon ki

Bheegta raha main in aansuon ki

Barsaat mein

Mehandi lagi jab tere hath mein

Chot lagi dil pe uss raat mein

Tere paas raunakein thi

Tere paas mehfilein

Tujhko mil gayi jo tere

Naseeb mein thi manzilein

Tere paas raunakein thi

Tere paas mehfilein

Tujhko mil gayi jo tere

Naseeb mein thi manzilein

Raaste pe reh gaya main

Dard yeh bhi seh gaya main

Bheed mein bhi lakhon tanhaiyan thi

Bheed mein bhi lakhon tanhaiyan thi

Mere saath mein

Mehendi lagi jab tere hath mein

Chot lagi dil pe uss raat mein

Mil gaye saanu dard awalle

Tere bin taan reh gaye kalle

Tere vehde vich shehnaiyan

Maatam saade dil de mohalle

Bheegta raha main in aansuon ki

Barsaat mein

Mehandi lagi jab tere hath mein

Chot lagi dil pe uss raat mein

हिंदी में गीत

मेहंदी लगी जब तेरे हाथ में

चोट लगी दिल पे उस रात में

मेहंदी लगी जब तेरे हाथ में

चोट लगी दिल पे उस रात में

भीगता रहा मैं इन आँसुओं की

भीगता रहा मैं इन आँसुओं की

बरसात में

मेहंदी लगी जब तेरे हाथ में

चोट लगी दिल पे उस रात में

तेरे पास रोनकें थी

तेरे पास महफिलें

तुझको मिल गयी जो तेरे

नसीब में थी मंज़िलें

तेरे पास रोनकें थी

तेरे पास महफिलें

तुझको मिल गयी जो तेरे

नसीब में थी मंज़िलें

रास्ते पे रह गया मैं

दर्द ये भी से गया मैं

भीड़ में भी लाखों तनहाईयाँ थी

भीड़ में भी लाखों तनहाईयाँ थी

मेरे साथ में

मेहंदी लगी जब तेरे हाथ में

चोट लगी दिल पे उस रात में

मिल गये सानू दर्द अवल्ले

तेरे बिन तां रह गये कल्ले

तेरे वेडे विच शहनाईयां

मातम साडे दिल दे मोहल्ले

भीगता रहा मैं इन आँसुओं की

बरसात में

मेहंदी लगी जब तेरे हाथ में

चोट लगी दिल पे उस रात में

Explore this song