Roman script
Maine logo ke bhi beech khade dekhi tanhaayi Jitni kamayi utni hi waah waahi Mere paas koi degree nai dil jeetne ki Dil se hi gaayi aur kardi chadhayi Main kalla bhukka betha reha kayi dina tak Beri khush hoye soche chal gaya luck Maine jaan ke yeh saare muh maarne ko chhode Kyuki kutton ke hisse ka sher khata nahi haq Group banaake saale karde burayi Kade gang asli na aake chakle Do chaar dina di eh temporary hype Aihnu kaaka saambh ke tu rakhle Daur aaya mera kayi bande funk gaye Kabhi phir mere saamne ni takre Woh kya hi sach se nibhaane yaariyaan Ho jihne khud ke imaan se hi khatre Daur aaya mera kayi bande funk gaye Kabhi phir mere saamne ni takre Woh kya hi sach se nibhaane yaariyaan Ho jihne khud ke imaan se hi khatre Pyaar jua hai poori naa-insaafi Cheen liya neki jisne baant diya paapi Main baant aya sab fir kya hi chalaaki? Zindagi jo meri kabhi kisine na jhaanki Door se hi khade mujhe dekh rahe Ye chhu nahi sakenge itni dooriyaan banaadi Main kalla dukhi betha reha kayi dina tak Beri khush hoye soche raja gaya thak Maine jaanke yeh saare mauka marne ko chhode Taaki pata chale thaali mein tha chhed kahan tak Waqt banata koyi banda nai bad Aiddan quote ta duniya hi boldi Mind na kari mere hathhan ch mashook kaka Chhatiyaan puchhke ni kholdi Daur aaya mera kayi bande funk gaye Kabhi phir mere saamne ni takre Woh kya hi sach se nibhaane yaariyaan Ho jihne khud ke imaan se hi khatre Daur aaya mera kayi bande funk gaye Kabhi phir mere saamne ni takre Woh kya hi sach se nibhaane yaariyaan Ho jihne khud ke imaan se hi khatre Pyaar tu maange, de wafa jaan-e-man Mera dhyaan baateon mein na rakha jaan-e-man Husan ki galiyon mein firta main roz Mujhe teri bhi saheliyon ne takha jaan-e-man Ilzaam mera main na tera hua Yeh bhi ghav mera tune chheda hua Rishton se zyada saccha paisa mujhe lagta hai Tera hua na kabhi mera hua Khel yeh mere saamne kaise kar jaati ho? Ek dil ko sabmein baant ke kaise reh paati ho? Ho tere yaar bhathere meri bas ek maai Jeb dekh ke pyaar nai karti Naam aur shauhrat aur moti hai kamayi Teeno raaja ki baahon mein marti Daur aaya mera kayi bande funk gaye Kabhi phir mere saamne ni takre Woh kya hi sach se nibhaane yaariyaan Ho jihne khud ke imaan se hi khatre Daur aaya mera kayi bande funk gaye Kabhi phir mere saamne ni takre Woh kya hi sach se nibhaane yaariyaan Ho jihne khud ke imaan se hi khatre
Song details
- Singer: King
- Film / album: The Gorilla Bounce
- Composer: Section 8
- Lyricist: King
Song video
director: Navdeep Chitti
cast: King, Megha Sharma