Roman script
Jab jab dekhoon chashma down karke Chhore thak jayein saare round round karke Aaye haaye! Haan jab jab dekhoon chashma down karke Chhore thak jayein saare round round karke Aafat machaye tu sabko nachaye tu Style mein nakhre dikhati hai Kaale baal ko gold kara ke Bijuriya girati hai Haan mujhe touch vach karke gori Currentwa lagati hai Haan kaale chashme ke peechhe Se babua najariya ladata hai Bin baat ke too much karke Current wa lagata hai Sun oh baby tight dress mein Jab tu slowely chalti hai Maa kasam lagta hai jaise Poori dharti hilti hai Baal ghuma ke jab tu mujhko Ankhiyon se yoon dekhe hai Upar wala confusion mein Garmi mein baarish phenke hai Deal tu mujhse pakki kar le Kismein faayda tera hai Phir na kehna chhori mujhse Kya tera kya mera hai Morni jaisi hilti hai tu Kis baat ki dhaakad hai Side mein rakh de nakhre aur Chal khele akkad bakkad hai Mere piche piche ghoome Chhore bhanwron ki tarah Dil lagane ko yeh jhoome re Besabron ki tarah Ho tere piche piche ghoome Chhore bhanwron ki tarah Dil lagane ko khade hain yeh Besabron ki tarah Mere charche bade aur hain kharche bade Har gali aur mohalle mein aashiq pade Drama dikhaye tu sabko ghumaye tu Nainon se naina ladati hai Kaale baal ko gold kara ke Bijuriya girati hai Haan mujhe touch vach karke gori Current wa lagati hai Haan kaale chashme ke peechhe Se babua nazariya ladata hai Bin baat ke too much karke Current wa lagata hai
Song details
- Singer: Pawan Singh
- Singer: Payal Dev
- Singer: Mohsin Shaikh
- Composer: Payal Dev
- Lyricist: Mohsin Shaikh
- Lyricist: Payal Dev
Song video
singer: Pawan Singh, Payal Dev, Mohsin Shaikh
lyricist: Mohsin Shaikh, Payal Dev
director: Mudassar Khan
music label: Apni Dhun, Warner Music