Roman script

bewajah tha safar

tere bin humsafar

lag raha hai tujhe dekh ke

zindagi ki tarah

tu hai pehla kadam

hai tujhi mein meri manzile

bahut aayi gayi yaade

magar is baar tum hi aana

iraade fir se jane ke

nahi lana tum hi aana

likha hai kya naseebo mein

mohobbat ke khuda jane

jo dil hadd se guzar jaye

kisi ki wo kaha mane

jaha jana nahi dil ko

ise hai kyu wahi jana

bahut aayi gayi yade

magar is baar tum hi aana

marjaavaan marjaavaan

Explore this song