Roman script
Woh door jaake kahin pe, aabaad ho gaye Hum toh rahe na kahin ke, barbaad ho gaye Woh door jaake kahin pe, aabaad ho gaye Hum toh rahe na kahin ke, barbaad ho gaye Haq mein unke saari duayein ho gayi Unsuni hum koyi fariyad ho gaye Meri taqdeer mein dard the hi nahi Meri taqdeer mein dard the hi nahi Dard unke banaye huye hain Ishq mein hum, Ishq mein hum tumhe kya batayein Kis kadar chot khaye huye hain Ishq mein hum tumhe kya batayein Kis kadar chot khaye huye hain Maut ne humko maara hai aur hum Zindagi ke sataaye huye hain Ishq mein hum tumhe kya batayein Tha unko maloom dil hai kahaan Vaar dhokhe se kar gaye wahaan Itni mehangi padi aashiqui Ke aaj dushman hai saara jahaan Jeet hi thi likhi uss khuda ne meri Jeet hi thi likhi uss khuda ne meri Hum to unke haraaye huye hain Ishq mein hum tumhe kya batayein Kis kadar chot khaye huye hain Ishq mein hum tumhe kya batayein Kis kadar chot khaye huye hain Ishq mein hum tumhe kya batayein Woh berukhi is tarah kar gaye Hum unko dekhe bina mar gaye Haan jinme rehte the woh raat din Un nigaahon mein ashq bhar gaye Saamne aake bhi humse milte nahi Saamne aake bhi humse milte nahi Woh toh aise paraye huye hain Ishq mein hum tumhe kya batayein Kis kadar chot khaye huye hain Ishq mein hum tumhe kya batayein Kis kadar chot khaye huye hain Maut ne humko maara hai aur hum Zindagi ke sataye huye hain Ishq mein hum tumhe kya batayein
हिंदी में गीत
वो दूर जाके कहीं पे, आबाद हो गये हम तो रहे ना कहीं के, बर्बाद हो गये वो दूर जाके कहीं पे, आबाद हो गये हम तो रहे ना कहीं के, बर्बाद हो गये हक़ में उनके सारी दुआएं हो गयी अनसुनी हम कोई फरियाद हो गये मेरी तक़दीर में दर्द थे ही नही मेरी तक़दीर में दर्द थे ही नही दर्द उनके बनाए हुए हैं इश्क़ में हम, इश्क़ में हम तुम्हे क्या बतायें किस कदर चोट खाए हुए हैं इश्क़ में हम तुम्हे क्या बतायें किस कदर चोट खाए हुए हैं मौत ने हमको मारा है और हम ज़िंदगी के सताए हुए हैं इश्क़ में हम तुम्हे क्या बतायें था उनको मालूम दिल है कहाँ वार धोखे से कर गये वहाँ इतनी महँगी पड़ी आशिक़ी के आज दुश्मन है सारा जहाँ जीत ही थी लिखी उस खुदा ने मेरी जीत ही थी लिखी उस खुदा ने मेरी हम तो उनके हराए हुए हैं इश्क़ में हम तुम्हे क्या बतायें किस कदर चोट खाए हुए हैं इश्क़ में हम तुम्हे क्या बतायें किस कदर चोट खाए हुए हैं इश्क़ में हम तुम्हे क्या बतायें वो बेरूख़ी इस तरह कर गये हम उनको देखे बिना मर गये हाँ जिनमे रहते थे वो रात दिन उन निगाहों में अश्क़ भर गये सामने आके भी हमसे मिलते नही सामने आके भी हमसे मिलते नही वो तो ऐसे पराए हुए हैं इश्क़ में हम तुम्हे क्या बतायें किस कदर चोट खाए हुए हैं इश्क़ में हम तुम्हे क्या बतायें किस कदर चोट खाए हुए हैं मौत ने हमको मारा है और हम ज़िंदगी के सताए हुए हैं इश्क़ में हम तुम्हे क्या बतायें
Song details
- Singer: Sachet Tandon
- Composer: Meet Bros
- Lyricist: Kumaar
director: Mahi Sandhu, Joban Sandhu (B2GETHER)
cast: Sahher Bambba, Sunny Kaushal
director of photography: Bhanu Pratap Singh