Roman script

Khwahish poori karta hai

Khatm yeh doori karta hai

Kehte hain sab toota taara

Kaam zaroori karta hai

Marham deke door kare yeh

Dard bhi chhodega

Par toota taara khud toota hai

Dil kya jodega

Par toota taara phir toota hai

Dil kya jodega

Reh na saka jab tere bin

Toote taare ko ek din

Reh na saka jab tere bin

Toote taare ko ek din

Dil ke kehne main aakhir

Maine dua bheji lekin

Laut ke woh aayi

Poori na ho paayi

Sab kehte tha yeh na

Kisi ko khali modega

Par toota taara khud toota hai

Dil kya jodega

Par toota taara khud toota hai

Dil kya jodega

Taareya ve taareya

Sab kuch haareya taareya

Taareya ve taareya

Sab kuch haareya taareya

Explore this song