Roman script

Meri har saans har waqt tera hi naam leti hai

Kambhakt sirf tu hi mere dil mein rehti hai

Meri taqdeer ka aaina

Tujhse hi ae mere humsafar

Rabb se hai yeh guzarish meri

Tujhko lag jaye meri umar

Jab tak sanseinn chalengi

Tujhko chahunga yaar

Mar bhi gaya toh bhi tujhe

Karunga main pyaar

Mar bhi gaya toh bhi tujhe

Karunga main pyaar

Jab tak saansein chalengi

Tujhko chahunga yaar

Mar bhi gaya toh bhi tujhe

Karunga main pyaar

Mar bhi gaya toh bhi tujhe

Karunga main pyaar

Tujhse laagi hai aise lagan

Birha mein jal rha hai yeh mann

Main adhura hoon tere bina

Jaise dil ke bina dhadkan

Jab tak saansein chalengi

Tujhko chahunga yaar

Mar bhi gaya toh bhi tujhe

Karunga main pyaar

Mar bhi gaya toh bhi tujhe

Karunga main pyaar

Explore this song