Roman script
Duniya se baaghi ho gayi haan
Tujhe toot ke chaha maine
Tere jhoote moote waadon pe
Aitbaar sajaya maine
Main bholi na samjh saki
Teri niyat mein beimani
Tune qadar na jaani jaaniya
Tune qadar na jaani oye
Tune qadar na jaani jaaniya
Tune qadar na jaani oye
Main bhool gayi khud ko bhi
Mujhe yaad raha bas tu
Ek tere siva iss dil ko
Na hai koi aarzoo
Haan main bhool gayi khud ko bhi
Mujhe yaad raha bas tu
Ek tere siva iss dil ko
Na hai koi aarzoo
Main bholi na samjh saki
Teri niyat mein beimani
Tune qadar na jaani jaaniya
Tune qadar na jaani oye
Tune qadar na jaani jaaniya
Tune qadar na jaani oye
Sab lok laaj duniya ki
Tere khaatir taj di yaara
Kaise samjhaun dil ko ab
Tu panchi aawara
Sab lok laaj duniya ki
Tere khaatir taj di yaara
Kaise samjhaun dil ko ab
Tu panchi aawara
Main bholi na samjh saki
Teri niyat mein beimani
Tune qadar na jaani jaaniya
Tune qadar na jaani oye
Tune qadar na jaani jaaniya
Tune qadar na jaani oye
Ho tune qadar na jaani jaaniya
Tune qadar na jaani oye
Tune qadar na jaani jaaniya
Tune qadar na jaani oye
Explore this song