Roman script
Pehli baar hum tum mile Pehli baar chhaya hai nasha Mere dil mein kuch hua hai Kya tujhe bhi hua hai Jo hua woh hua pehli baar Pehli baar hum tum mile Pehli baar chhaya hai nasha Mere dil mein kuch hua hai kya Tujhe bhi hua hai Jo hua woh hua pehli baar Silsila hua yeh kya yeh shuru Bina bole karli guftgu Anjaani khushboo hai Yeh ishq jadu hai jadu chal gaya Dil hua laapta pehli baar Pehli baar dekha jo tujhe Pehli baar hua kuch mujhe Main kyun thehra thehra kyun Raahein chal rahi hai Bekhudi hai aisi chhayi pehli baar Dekha jabse dekha hai tujhe Meri bhi khabar na hai mujhe Teri adaon ne teri nigaahon ne Pagal kar diya Lag raha sab naya pehli baar Pehli baar hua ye asar Pehli baar huye bekhabar Koi jaadu kar raha hai Dil mera dar raha hai Jo hua woh hua woh pehli baar Pehli baar hum tum mile Pehli baar chhaya hai nasha Mere dil mein kuch hua hai Kya tujhe bhi hua hai Jo hua woh hua pehli baar Pehli baar, pehli baar Hum tum mile Dekho yeh kya ho gaya
Song details
- Singer: Benny Dayal
- Film / album: Hungama 2
- Composer: Anu Malik
- Lyricist: Sameer
Song video
director: Priyadarshan
cast: Meezaan, Pranitha
choreography: Pony Verma
director of photography: N.K Ekhambram
music label: Eagle Music