Roman script
Re baapu tune sikhaya Jo kabhi bhula nahi Galti na ho toh Suraj ki aankhon mein taad le Jahaan to badhe woh kadam rukte nahi Soch aisi ho chattano ka seena phad de Logo se tere ghutne aaj tak teke ni gaye Kyunki paiso se kabhi ghamand ke Kapde feke nai gaye Aare jo daata reya ankhiri saans tak Woh saathi hota hai Ho sach ka khada bhi ek anek mein beta Kaafi hota hain Aur jo haq ke liye lade sabse Woh kaafi hota hai Peeth pe chad ke duniya dikhe jiske Wo baap hi hota hai Aur jo daate chahe maare par Dil ka saaf hota hai Jyada fikar na kare zamane ki Woh baap hi hota hai Baapu teri khubi saari mujhme sama rakhi Ho tere jaisi maine izzat kama rakhi Oh jab faraz uthaya jimmedariyon ka Tab se hi dukhi maine kabhi nahi maa rakhi Woh roz mujheme teri chhavi dekha karti Baapu parchaiyan sheron ki kahan marti Ek wajah hoti hain jo jeene ki baapu Woh maa ki aankhon mein dikha karti Tu nahi duniya main par teri baat rahe Raampal fauji ke poto ki poori thaat rahe Oh rakhe ke haath jo sir pe mita de Gam saare baap hi hota hai Sahi aur galat main farak batave Aisa baap hi hota hai Aur jo daatein chahe maare Par dil ka saaf hota hai Jyada fikar na kare zamane ki Woh baap hi hota hai Re baapu aankh mein le aasman se Jab jab chehra tera dikhta hai Main roz ladun toofan se Banda thehar kahan khinchta hai Main roz poochu bhagwan se Kyun tu saath nahi dikhta hai Tu taras hi khake jagah batade Khwab jahaan bikta hai Kyun na wahin se hi jaake kharid loon Mujhe maange se pyaar milta nahi Par tera hi diya hua sab rakha bhole Bas mujhe baap dikhta nahi Aaj tere bina bhi main Teri hi nazron se duniya dekhta hoon Main aaj bhi tere na hone ka dukh Ek haste hue chehre se lapet'ta hoon Baapu teri duayein Kuch is tarah mere saath hai Aaj dharti pe khada hoke main Poore ke poora aasman samet'ta hoon Baapu, baapu Aur jo daatein chahe maare par Dil ka saaf hota hai Jyada fikar na kare zamane ki Woh baap hi hota hai
Song details
Song video
director: Teji Sandhu
cast: King, Amit Bhadana
director of photography: Manish Shunty