Roman script
Tu nahi toh main nahi Main nahi toh tu nahi Saansein chalein tu hai jahan Main hoon wahin Tu nahi to main nahi Main nahi toh tu nahi Tujhse meri saansein chalein Tu hai jahan main hoon wahin Chinta na na na na Chinta na kar Saath kaatenge hum Zindagi ka safar Chinta na na na na Chinta na kar Saath kaatenge hum Zindagi ka safar Main tere ishq mein Bechain rehne lagi Main tujhe de doon jaan Jaan meri kehne lagi Ek lamha bhi door na honge Ek lamha bhi door na honge Chahtein na kabhi hongi kam Chinta na na na na Chinta na kar Saath kaatenge hum Zindagi ka safar Chinta na na na na Chinta na kar Saath kaatenge hum Zindagi ka safar Chal chalein hum wahan Rehti mohabbat jahan Tu jahan saath hai Hai meri duniya wahan Meri manzil hai tu Teri manzil hoon main Meri manzil hai tu Teri manzil hoon main Tujhpe main mar miti main khatam Chinta na na na na Chinta na kar Saath kaatenge hum Zindagi ka safar Chinta na na na na Chinta na kar Saath kaatenge hum Zindagi ka safar Ho chinta na na na na Chinta na kar Saath kaatenge hum Zindagi ka safar
Song details
- Singer: Nakash Aziz
- Singer: Neeti Mohan
- Film / album: Hungama 2
- Composer: Anu Malik
- Lyricist: Sameer
Song video
singer: Nakash Aziz, Neeti Mohan
director: Priya darshan
cast: Meezaan, Pranitha Subhash
choreography: Pony Verma
director of photography: N.K Ekhambram
music label: Eagle Music