Roman script
Kaise hum bataye hua kya hai humko Saansein bhi bhaari lagti hai humko Kaise hum batayein hua kya hai humko Saansein bhi bhaari lagti hai humko Yaadein jo hai dhundli si hai Yaadein jo hai dhundli si hai Jeena hum se hota hi nahi hai Jeena hum se hota hi nahi hai Kaise hum bataye Jo hai usme lenge nibha Woh bhi har ik gham ki subah Layenge aankh mein aansu nahi Layenge aankh mein aansu nahi Jo bhi hoga achha hoga Jo bhi hoga achha hoga Ae dil darke jeena hi nahi hai Ae dil darke jeena hi nahi hai Kaise hum bataye
Song details
- Singer: Nikhita Gandhi
- Composer: Jeet Gannguli
- Lyricist: Rashmi Virag
Song video
director: VK Singh Mom, VM
cast: Pranutan Bahl, Shivam Bhaargava, Stefy Patel
choreography: Vinny Negi
director of photography: Rajesh Shukla
music label: Zee Music Company