Roman script
Chali chali haan chali
Ik nayi hawa hun main
Kabhi nahi dekhi jo
Woh nayi disha hun main
Chali chali haan chali
Ik nayi hawa hun main
Kabhi nahi dekhi jo
Woh nayi disha hun main
Khwab ke sathiya
Dil tujhe de diya
Maine jo chaha woh hai kiya
Chali chali haan chali
Ik nayi hawa hun main
Kabhi nahi dekhi jo
Woh nayi disha hun main
Maine kabhi jo na kahi
Baatein woh hothon pe aane lagi
Pichle dino se toh meri
Khamosiyan dekho gaane lagi
Paanv se meri chalti zameen
Yeh main jo rukun toh ruke
Nindon ke baadal hai khwaab lekar
Palkon pe meri jhuke
Khwaab ke sathiya
Dil tujhe de diya
Maine jo chaha woh hai kiya
Chali chali haan chali
Ik nayi hawa hun main
Kabhi nahi dekhi jo
Woh nayi disha hun main
Udi udi udi oo
Udi udi udi oo
Meri khushi ka aasman
Toh aaj meri hi raahon mein hai
Kaise kahun kisko kahun
Kya khwab mere nigahon mein hai
Kabhi sunehara kabhi rupehla
Khwabon ko maine kiya
Maine hawa ko pankh dekar
Subah ko mausam diya
Khwaab ke sathiya
Dil tujhe de diya
Maine jo chaha woh hai kiya
Chali chali haan chali
Ik nayi hawa hun main
Kabhi nahi dekhi jo
Woh nayi disha hun main
Explore this song