Roman script

You already know what it is

King!

Kabhi phir na milein

Na aap shikwa karein

Zamana bole casanova

Ab jaana hum kya karein

Kabhi phir na milein

Na aap shikwa karein

Zamana bole casanova

Ab jaana hum kya karein

I never break a heart

Yeh cheezein mujhpe nahi jachti

Oh baby I never play that part

Tu kya hi nikalegi galti

Main tere saamne phir tere peeche

Kyun ilzamon ki kashti

Main kyun hi churaunga jeetne mein

Jab der nahi lagti

Kehti dil yeh mera tha seene mein

Jab raat ko soyi thi

Shayad tu hi hai woh jiski wajah se

Baad mein royi thi

Pata hi na chala

Tujhse pyaar ho gaya

Darwaza dekhti rahi

Intezar ho gaya

Kabhi phir na milein

Na aap shikwa karein

Zamana bole casanova

Ab jana hum kya karein

Tu hi kehti thi

Pyaar na karenge hum

Maine bola tha kho dunga tujhko

Toh dhoondhega tera sanam

Teri galti hui aise bichhde hum

Tune khel ke tode usool

Ab na rakhna koyi bharam

In honthon mein band batein teri meri

Raz na kahin khul jaye

Kisi raste milo tum kabhi

Ik dooje ko dekhke hass jaye

Aur guzro tum samne aage ko badh jayo

Peeche phir mudna nahi

Zamana yeh padh lega nazron ki batein humari

Main tujhse bas kehna yahi

Jo kabhi hum na milein

Na aap shikwa karein

Zamana bole casanova

Ab jana hum kya karein

Kabhi phir na milein

Na aap shikwa karein

Zamana bole casanova

Ab jana hum kya karein

Casanova, Casanova

Explore this song