Roman script

Tum saamne hum saamne

Intezar hai kiska

Thehre huye lamhon mein

Ikrar hai dil ka

Kehna bhi kya hai

Saari baatein khatam ho gayi

Khamoshiyan bhi humse

Chupchap kehne lagi

Jaana it's time to dance

Jaana it's time to dance

Jaana it's time to dance

Zara zara aasmaan

Zara zara choomein

Jo bhi baaki hai

Poori ho woh kami

Yeh jo jazbaat hai

Lafzon se aage hain kahin

Teri aankhon mein

Unki aahat suni

Kehna bhi kya hai

Saari baatein khatam ho gayi

Khamoshiyan bhi humse

Chupchap kehne lagi

Jaana it's time to dance

Jaana it's time to dance

Jaana it's time to dance

Explore this song