Roman script

Raatein poori ho na

Mulakatein aadhi aadhi si

Baatein ab sun lo meri zara

Tujhse main yeh keh bhi doon

Shayad iss dil ko behne doon

Kya tumhein bhi aisa lagta hai

Ki mera tumhara ek hi kehna hai

Ho gayi main jogan saiyan

Tohse mann laga

Jo bane tu mohan saiyan

Main banu radha

Chahte hum tujhko milna

Khud se bhi zyada

Jo bane tu mohan saiyan

Main banu radha

Mujhko naseeb se mila hai

Aake kareeb kyun ruka hai

Tere liye thi main akeli

Faasla tu mita jaane kya

Socha tha maine

Jaise tu chahe waisi main banu

Aage tu pichhe pichhe main chalun

Kya tumhein bhi aisa lagta hai

Ki mera tumhara ek hi kehna hai

Ho gayi main jogan saiyan

Tohse mann laga

Jo bane tu mohan saiyan

Main banu radha

Chahte hum tujhko milna

Khud se bhi jyada

Jo bane tu mohan saiyan

Main banu radha

Jo bane tu mohan saiyan

Main banu radha..

Explore this song