Roman script
Haadason ke is shehar mein Aaj koyi aayega Khol dega raaz ya phir Raaz khud ban jayega Raat ki aaghosh mein Yeh raaz rehne deejiye Keejiyega kal khulasa Aaj rehne deejiye Hai koyi parwana yahan Jo jaan pe apni khelega Aashiqui mein hoke fanaa Baanhon mein shama ko le lega Itni haseenon pe Kitni dafa yeh dola Phir bhi fakeeron ka Pehne huye hai chola Itar ki sheeshi hai Jahan bhi khul jaaye Hawa mein ghul jaaye Dil jogira har funn maula Aaye to kayi karne idhar Dil-e-bekarar ki dawa Shab se shehar hote hi magar Baari baari saare ho gaye hawa Shab ke andhere mein Jannat dikhane wala Main to savere bhi Dil na dukhane wala Ke meri baahon mein Raat jo guzre woh Umra bhar jaisi hai Dil jogira har funn maula Har funn maula
Song details
- Singer: Vishal Dadlani
- Singer: Zara Khan.
- Film / album: Koi Jaane Na
- Composer: Tanishk Bagchi.
- Lyricist: Amitabh Bhattacharya
singer: Vishal Dadlani, Zara Khan.
director: Amin Hajee
cast: Aamir Khan, Elli Avram