Roman script

Mili ik ajnabi se
Koyi aage na peechhe
Tum hi kaho yeh koyi baat hai
Ek ladki bheegi bhagi si
Soti raaton mein jaagi si
Mili ik ajnabi se,
Koyi aage na peechhe
Tum hi kaho yeh koyi baat hai
Dil hi dil mein chali jaati hai
Bigdi bigdi chali aati hai
Dil hi dil mein chali jaati hai
Bigdi bigdi chali aati hai
Dhundlati huyi balkhati huyi
Saawan ki sooni raaton mein
Dono hi ajnabi thhe
Koyi aage na peechhe
Tum hi kaho yeh koyi baat hai
Ek ladki bheegi bhagi si
Soti raaton mein jaagi si
Mili ik ajnabi se,
Koyi aage na peechhe
Tum hi kaho yeh koyi baat hai
Ek ladki bheegi bhagi si
Soti raaton mein jaagi si
Mili ik ajnabi se,
Koyi aage na peechhe
Tum hi kaho yeh koyi baat hai
Mujhse itni na baat kar
Ki main yaad bankar reh jaun
Mujhe itna na yaad kar
Ki bas ek raat bankar reh jaun

Song details

Song video

Watch on YouTube

director: Varun Prabhudayal Gupta

cast: Urvashi Rautela, Ajay Keswani

director of photography: Rahul Bala

music label: Saregama Music