Roman script
Dil mein tere bin saansein hi reh gayi Waade baatein yaadein hi reh gayi Tum yaad aaoge, dil se na jaaoge Aasaan nahi hai tumhe bhoolna haaye Do pal thama, dil ka sama Phir humsafar huyi dooriyan Kal saath thhe ab hai juda Phir humsafar huyi dooriyan Teri chaah baaki hai Kahaan aadat jaati hai Dhadkanon mein bhi toh hai basa Ho bichad jaane se kya yeh Lakeer mit jaati hai Haathon mein mere hai tu likha Oh tere liye main badal na saka Teri zaroorat hai, tu hi nahi ab hai Inn bewajah saanson ka hum kya kare Do pal thama, dil ka sama Phir humsafar huyi dooriyan Kal saath thhe, ab hai juda Phir humsafar huyi dooriyan Mere honthon pe aake Duaaien ruk jaati hai Tu mera tera na main raha Ho kabhi aankhon ko teri Wo aankhein dikh jaati hai Jinme khwaab tha tera mera Oh jitna hansa utna hun ro chuka Aise toh saawan ki, barsi na baarish bhi Jaise meri palkon pe aansu gire Do pal thama, dil ka sama Phir humsafar huyi dooriyan Kal saath thhe, ab hai juda Phir humsafar huyi dooriyan
Song details
- Singer: Raghav Chaitanya
- Singer: Anurag Saikia
- Composer: Anurag Saikia
- Lyricist: Kunaal Vermaa
Song video
singer: Raghav Chaitanya, Anurag Saikia
director: krnx
cast: Shivin Narang, Apoorva Arora
director of photography: Murali K
music label: VYRLOriginals