Roman script

Koyi roke bhi toh kahaan rukne wale hai
Hum aasman hai kahaan jhukne wale hai
Dil mai chupe hai jo, rang dikhayenge
Hai jeetne ki aadat (booyah)
Hum jeet'te hi jayenge
Seene mein thirakti saans ho
Miss na ab yeh chance ho
Chal nache aise jaise DNA mein dance ho
DNA mein dance, DNA mein dance
Seene mein thirakti saans ho
Miss na ab yeh chance ho
Chal nache aise jaise DNA mein dance ho
DNA mein dance, DNA mein dance
Dil ke iraade halke nahi hai
Hum toh khiladi do pal ke nahi hai
Dil mai chupe hai jo, rang dikhayenge
Hai jeetne ki aadat (booyah)
Hum jeet'te hi jayenge
Booyah!
Seene mein thirakti saans ho
Miss na ab yeh chance ho
Chal nache aise jaise DNA mein dance ho
DNA mein dance, DNA mein dance
DNA mein dance, DNA mein dance

Song details

Song video

Watch on YouTube

director: Anuj Samtani

cast: Hrithik Roshan, Toranj Kayvon

choreography: Sanjay Shetty

music label: Free Fire India Official