Roman script

Aankhein raatein taare
Ruswa hai aapas mein saare
Khud ke aage haare
Dil dono kismat ke maare
Door hai tum aur main baithe
Faasle koyi to aake mita de
Phir kahin mil jaayein jo aake
Rasta koyi humein woh bata de
Bekhwaab aankhein
Betaab raatein
Belafz hai baatein
Bedum hai saansein
Beman hawayein
Belafz hai baatein
Marte marte jiyein tere bin the
Hanste hanste ro diye
Samjhe hum yeh jo kho gaye tujhse
Ab yeh raste ro diye
Baar baar nazron se
Pyaar tera beh raha mere
Intezar tera hai yeh
Phir kahin mil jaayein jo aake
Rasta koyi humein woh bata de
Bekhwaab aankhein
Betaab raatein
Belafz hai baatein
Bedum hain saansein
Beman hawayein
Belafz hai baatein
Door hai tu aur main baithe
Faasle koyi to aake mita de
Phir kahin mil jaaye jo aake
Rasta koyi humein woh bata de
Bekhwaab aankhein
Betaab raatein
Belafz hai baatein
Bedum hain saansein
Beman hawayein
Belafz hai baatein

Song details

Song video

Watch on YouTube

director: Dev

cast: Aashim Gulati, Tanaya Sachdeva, Vikas Verma

choreography: Javed Sanadi

director of photography: Chinmay Salaskar

music label: Sony Music India