Roman script
Tum hi humaare rehte ho dil mein Aur nahi koyi reh sakta Pyaar tumhe hum karte hai itna Aur nahi koyi kar sakta Nahi jana tum mujhe chhod ke In bandhno se muh mod ke, Muh mod ke Nahi jana tum mujhe chhod ke In bandhno se muh mod ke, Muh mod ke Tum hi humaare rehte ho dil mein Aur nahi koyi reh sakta Pyaar tumhe hum karte hai itna Aur nahi koyi kar sakta Pal humne bitaaye jo Woh lagte hain khayaalon se Pyaas bujhti nahi meri Beete dino ki unn yaadon se Hum kya karein kya se kya huye Kahin mar na jaayein tujhe bin chhuyein Tujhe bin chhuyein Tum hi humaare rehte ho dil mein Aur nahi koyi reh sakta Pyaar tumhe hum karte hai itna Aur nahi koyi kar sakta..
Song details
- Singer: Pranay Bahuguna
- Composer: Vinay Ram Tiwari
- Lyricist: Vinay Ram Tiwari
Song video
cast: Mrunal Thakur, Arijit Taneja
music label: Zee Music Company