Roman script
Humne to yeh nahi socha tha Aisa kaise ho gaya Saanson ki meri phulwari mein Koi paudha bou gaya Oho.. Humne to yeh nahi socha tha Aisa kaise ho gaya Saanson ki meri phulwari mein Koi paudha bou gaya Chup ke se aankh meri Inn aankhon se milne lagi Zindagi faaslon ko Apne haathon se silne lagi Oho.. Humne to yeh nahi socha tha Aisa kaise ho gaya (ho gaya..) karwat badal kar lete rahein hum Khushboo tumhaari samete huve hum Jeene lage hain sab hain tere karam Jeene lage hain sab hain tere karam Sapne mein bhi nahi socha tha Aisa kaise ho gaya Oho... Ajab hai ye duniya jaise paheli Kabhi ghair lagti hai, Kabhi hai saheli Tum ho laqeerein meri, Tum hi hatheli Tum ho laqeerein meri, Tum hi hatheli Jaadu hai ye toh bas jaadu hai Aisa kaise ho gaya Saanson ki meri phulwari mein Koi paudha bou gaya Chup ke se aankh meri Inn aankhon se milne lagi Zindagi faaslon ko Apne haathon se silne lagi Oho..
Song details
- Singer: Sonu Nigam
- Film / album: Forever
- Composer: Vinay Ram Tiwari
- Lyricist: Vinay Ram Tiwari
- Film / album: Forever (2019)
- Actor: Raqesh Bapat
- Actor: Nisha Aaliya
- Actor: Michael Roy Andrew
Song video
cast: Raqesh Bapat, Nisha Aaliya
music label: Zee Music Company