Roman script
Mujhko pata nahi Din hai ki raat hai Haan bas pata hai yeh Tu mere saath hai Der tak mujhe baahon mein rehne de Door tak iss lamhe ko chalne de Dil mein jo hai mujhko wo kehne de na Haan.. Main jaisa bhi tera hoon na Bas tera hoon tera hoon na Main, jaisa bhi tera hoon na Bas tera hoon tera hoon na Hogi koyi na koyi kami Mujhme bhi kahin par rakhna yakeen Main tere bina kuch bhi nahi Ek tere siva koyi mera nahi Zindagi mujhe sang apne jeene de Rooh ko teri chhu ke guzarne de Saath mein mujhe apne tu behne de na Haan.. Main jaisa bhi tera hoon na Bas tera hoon tera hoon na Main, jaisa bhi tera hoon na Bas tera hoon tera hoon na
Song details
- Singer: Nikhil D’Souza
- Composer: Tanishk Bagchi
- Lyricist: Rashmi Virag
cast: Arradhya Maan, Avneet Kaur
choreography: John
director of photography: Vikcee