Roman script
Ab naa rukenge Ab aur na seh payega dil yeh Ab naa rukenge Ab aur na seh payega Sath sikhe humne Zindagi ke maayane sabhi Sath dekhe thhe jo Saare sapne ab kuch nahi Tu chali jaa par bhool na Ki main hun tera pehla pyar Dil to mazboor tha Ke chal pada teri aur hi Har baar mere yaar dildaar Har baar mere yaar dildaar Kaisi yeh judayi hai Aankh bhar aayi hai Oh ve rabba teri Kaisi yeh khudayi hai Kaisi yeh judayi hai Aankh bhar aayi hai Pyaar ki duniya Tune aisi kyun banayi hai Ab yahan kya rakha hai Kya main samjhaun dil ko Kis tarah se bata de Ab bhula dun main tumko Theek hai tumse kya main kahun Bas bata kaise tujh bin rahun Tu chali jaa par bhool na Ke main hun tera pehla pyaar Dil to mazboor tha Ke chal pada teri aur hi Har baar mere yaar dildaar Har baar mere yaar dildaar Kaisi yeh judayi hai Aankh bhar aayi hai Oh ve rabba teri Kaisi yeh khudayi hai Kaisi yeh judayi hai Aankh bhar aayi hai Pyaar ki duniya Tune aisi kyun banayi hai Kaisi yeh judayi hai Aankh bhar aayi hai Oh ve rabba teri Kaisi yeh khudayi hai Kaisi yeh judayi hai Aankh bhar aayi hai Pyaar ki duniya Tune aisi kyun banayi hai
Song details
- Singer: Gajendra Verma
- Composer: Gajendra Verma
- Lyricist: Gajendra Verma
Song video
director: Vikram Singh
cast: Gajendra Verma, Manasi Moghe, Ömür Orçun Alioğlu, Komeil Vaez
music label: Virtual Planet Music