Roman script

Tum, tum toh bas tum ho

Tumhari koyi baat aur hai

Main kheencha chala aata hun

Mujhpe na koyi zor hai

Hmm...

Ho tum, tum toh bas tum ho

Tumhari koyi baat aur hai

Main kheencha chala aata hun

Mujhpe na koyi zor hai

Tujhe jahaan se main chhupa lun kahin

Oh tere sang ghar bana lun kahin

Ab dil mera kahin lagta nahi

Oh tere bin hai mushkil badi

Ab dil mera kahin lagta nahi

Oh tere bin hai mushqil badi

Yeh shaam haseen hai lekin

Yeh mujhe raas aati nahi

Jo tu door baithi hai

Kyun mere paas aati nahi

Yeh shaam haseen hai lekin

Yeh mujhe raas aati nahi

Jo tu door baithi hai

Kyun mere paas aati nahi

Teri nazar se door na ho jaaun kahin

Iss bheed mein na kho jaaun kahin

Ab dil mera kahin lagta nahi

Oh tere bin hai mushkil badi

Ab dil mera kahin lagta nahi

Oh tere bin hai mushqil badi

Ho..

Explore this song