Roman script

Kyun beech mein yeh deewarein hain

Badhne lagi yeh dararein hain

Hai wajah, kuch wajah

In dooriyon ke ishare hain

Samundar mein doobe kinare hain

Har jagah, har jagah

Soyi nazar mein sau dard jaage

Bikharti gayi main jod jod dhaage

Haariyan

Yaara matlabi thi teri yariyan

Haariyan

Yaara matlabi thi teri yariyan

Yariyan

Yaara matlabi thi teri yariyan

Ishq mein thi kitni khaamiyan

Bas mili hain badnaamiyan

Ishq mein thi kitni khaamiyan

Bas mili hain badnaamiyan

Dil ke musafir ne dekhi hain

Har pal nakaamiyan

Saare khwaab toote aankhon ke aage

Bikharti gayi main jod jod dhaage

Haariyan

Yaara matlabi thi teri yariyan

Haariyan

Yaara matlabi thi teri yariyan

Yariyan

Yaara matlabi thi teri yariyan

Jhoothi sajna ki yaari

Jhoothi thi woh daavedari

Jhoothi nikli dil'on ki saude baaziyan

Jhoothi sajna ki yaari

Jhoothi thi woh daavedari

Jhoothi nikli dil'on ki saude baaziyan

Haariyan

Yaara matlabi thi teri yariyan

Haan.. Haan..

Haariyan

Yaara matlabi thi teri yariyan

Explore this song