Roman script
Saansein hain jab tak tujhse mohabbat Karta rahun main de ijaazat Ho.. Ho.. Saansein hain jab tak tujhse mohabbat Karta rahun main de ijaazat Jism se mere rooh-e-juda tak Tera rahun main de ijaazat Ho.. Ho.. Ho.. Ho.. Ho.. Ho.. Main woh sahil tha Jismein lehar na thehre Main woh din raat tha Jismein pehar na thehre Aane se tere kya hua Sab kuch naya sa lage Hmm.. Saansein hain jab tak tujhse mohabbat Karta rahun main de ijaazat Jism se mere rooh-e-juda tak Tera rahun main de ijaazat Teri nazar adaayein teri Tujhse khili fizaayein meri Tu jo mila laga mujhe Rabb ne suni duayein meri Paaya tujhe to sab mila Ab chahiye kya mujhe Hmm.. Saansein hain jab tak tujhse mohabbat Karta rahun main de ijaazat Jism se mere rooh-e-juda tak Tera rahun main de ijaazat Ho..Ho.. De ijaazat Ho..Ho.. De ijaazat
Song details
- Singer: Ishaan Khan
- Composer: Ishaan Khan
- Lyricist: Ishaan Khan
Song video
director: nitin Fcp, Nadeem Akhtar
cast: Faisu, Ruhi Singh
choreography: Prince Gupta
director of photography: Vishal Sinha
music label: Blive Music