Roman script

Dil darbadar hai

Aashiyan dhundhta hai

Teri aankhon mein yeh

Khwaabgah dhundhta hai

Bepanah hai zara meharbaan

Qatra hi to maanga hai

Samandar to nahi maanga

Bas ishq hi maanga hai

Ambar to nahi maanga

Qatra hi to maanga hai

Samandar to nahi maanga

Mere seene pe rakh hath apna zara

Gaur se sun meri dhadkane keh rahi

Sun le dil ki zuban meharban

Qatra hi to maanga hai

Samandar to nahi maanga

Bas ishq hi maanga hai

Ambar to nahi maanga

Qatra hi to maanga hai

Samandar to nahi maanga

Qatra hi to maanga hai

Samandar to nahi maanga

Aankhon ki aarzoo hai tum raho saamne

Ek lamha kabhi door jaana nahi

Aankhon ki aarzoo hai tum raho saamne

Ek lamha kabhi door jaana nahi

Karde ehsaan zara meharban

Qatra hi to maanga hai

Samandar to nahi maanga

Bas ishq hi maanga hai

Ambar to nahi maanga

Qatra hi to maanga hai

Samandar to nahi maanga

Qatra hi to maanga hai

Samandar to nahi maanga

Explore this song