Roman script
Mehendi wale haath woh tere Paayal wale paanv Mehandi wale haath woh tere Paayal wale paanv Yaad bahut aate hain mujhko Tu aur apna gaanv Kacchi pagdandi ke raste Aur neem ki chhanv Kacchi pagdandi ke raste Aur neem ki chhanv Yaad bahut aate hain mujhko Tu aur apna gaanv Mehendi wale haath Gaanv ka woh talaab Jahan har roz mila karta tha Baatein karte karte Teri choodi bhi ginta tha Teri bholi baatein sunkar Aksar main hansta tha Yaad unhein ab bhi karta hun Shehar mein subah shaam Yaad unhein ab bhi karta hun Shehar mein subah shaam Yaad bahut aate hain mujhko Tu aur apna gaanv Mehendi wale haath Ho mehandi wale haath Ho.. Ho.. Kya tune ab bhi rakhe hain Prem ke woh sandesh Patthar baandh ke chhat par Teri deta tha jo phenk Yaad mujhe karta hai Kya tu ab bhi unko dekh Kya tere honthon ko pata hai Ab bhi mera naam Kya tere honthon ko pata hai Ab bhi mera naam Yaad bahut aate hain mujhko Tu aur apna gaanv Mehendi wale haath woh tere Paayal wale paanv Mehandi wale hath woh tere Paayal wale paanv Yaad bahut aate hain mujhko Tu aur apna gaanv
Song details
- Singer: Guru Randhawa
- Composer: Sachet-Parampara
- Lyricist: Sayeed Quadri
director: Arvindr Khaira
cast: Guru Randhawa, Sanjana Sangi
choreography: Sumit, John