Roman script
Aankhon se puchho shab ka safar Tukdon mein kiya hai tay humne Khwabon ki jagah pe paani hai Ro roke ki hai subah humne Raaton ki tarah lagte mere din Jayaz na ab saansein tere bin Kaise reh lete ho, Yaar mere bin Kaise reh lete ho, Yaar mere bin Ishq mein tere meri jaan te aayi ae Chhad dita jagg naal chhad di khudayi ae Achha nahi hai haal mera tum kaho apna Theek nahi hoge tum bhi aisa hi hai na Meri kami agar khalti ho toh Paas mere aa jaao Khush honge gar mere bina To bhula hi rakhna Haan to bhula hi rakhna Kabhi kabhi akele mein Meri yaad to aati hogi Tere kaanon mein mere rone ki Aawaz to jaati hogi Haan dono haath pakad ke tere Khwab mere roye honge Kaun se jhooth se bolo unko Tum samjhaati hogi Haan mar jaaun na main yaar kisi din Thak gaya din raat yeh gin gin Kaise reh lete ho, Yaar mere bin Kaise reh lete ho, Yaar mere bin Aankhon se puchho shab ka safar Tukdon mein kiya hai tay humne Khwabon ki jagah pe paani hai Ro roke ki hai subah humne Raaton ki tarah lagte mere din Jayaz na ab saansein tere bin Kaise reh lete ho, Yaar mere bin Kaise reh lete ho, Yaar mere bin
Song details
- Singer: Ankit Tiwari
- Singer: Anshul Seth
- Composer: Vibhas
- Lyricist: Abhendra Kumar Upadhyay
Song video
singer: Ankit Tiwari, Anshul Seth
director: Sidhaant Sachdev
director of photography: Robo, Oankar Chavan
music label: Beat2track Music