Roman script

Tu na dikhe jo subaha ko

Main thoda ghabraunga

Jeena hai ab to tere bina yeh

Dil ko samjhaunga

Tere haath kisi ke haath mein honge

Mil ke ab hum saath na honge

Yaad mein teri hasste hasste

Ro diya main yahaan

Main nahi jaunga wahaan

Tum hoge jahaan

Main nahi jaaunga wahaan

Tum hoge jahaan

Oho.. Oho.. X(4)

Har kadam par har safar yeh

Tujhi pe hi jaake kyun rukta hai

Jitni mein tujhse nazre churaun

Utni hi mujhko tu dikhta hai

Tu dikhta tere haath kisi ke

Haath mein honge

Mil ke ab hum saath na honge

Yaad mein teri hasste hasste

Ro diya main yahaan..

Main nahi jaunga wahaan

Tum hoge jahaan

Main nahi jaaunga wahaan

Tum hoge jahaan..

Oho.. Oho.. X(4)

Explore this song